Is safar main har ek chauraahe pe ek kahaani khadi hai ... har-ek mod pe parchhaaiyaan
nazar aati hain ..... aisaa kain baar sochaa ki safar ke saath saath chalte
.. magar phir se us chauraahe pe aate hi wahi chehare phir roobaroo ho jaate hawaqt main ye kahaaniyaan kaheen kho jaayengi, ye saaye kaheen gum ho jaayengein ....


2 comments:
Nice..
Amazing :)
itne din tak kaise nahi dekhi thi :-?
Post a Comment