Monday, 5 May 2008

Mein

Gaalon pe Naachti hun mein
Kabhi Kabhi khidki se bhi jhaankti hun mein

Aasmani kaajal daalti hun mein
Cham Cham bajti payal bhi bandhti hun mein

Hawao mein firati hun mein
Aadhi Aadhi likhi dhune bhi baanchti hun mein

Palko mein simat jaau
Baarish ki ek choti si boond hi toh hun mein

poemby : me :)

2 comments:

mayuri said...

haan re
aisii toh sirf tu hi ho sakti hai :)

Banvri said...

@princess

:):)

:D